Apne dukhon pe hansna apni khushiyun pe rona kya kuch sikha jata hai kisi ka kisi se juda hona |
Aziz itna he rakho ke jee sanbhal jaaye ab is qadar bhi na chaho ke dam nikal jaye |
Baday wasooq se dunay fareeb deti hai baday khaloos se hum aitibaar karte hain |
Dil mai aya tha wo bohut se rastoon se jab janay ka rasta na mila to dil he toorr gaya |
Dil sochta hai to phir sochta he reh jata hai ye jo apne hote hain apne kyun nahi hote |
Har ek paon mujhe rondta howa guzra janay kon se safar ka rasta hoon mai |
Hum bhi bohut khush howa karte thay tujh se mohabbat karne se pehle |
Kisi dard ko sanmbhaal pana aasaan nahi hanste howe har pal asaan nahi zindagi mai har koi dil |
Koi peghaam bheej do kisi ilzaam ki surat tumhari ana salamat rehegi aur meri mohabbat |
log pochte hain ke kon hai wo jo teri ye halat kar gaya mai muskora ke kehta hon uska |
Mai wahan hoon jahan jahan pe tum ho tum karoge kahan kahan se guraiz |
Meri tanhai ka usko bohut ehsaas rehta hai khayalon mai jo ata hai to jana bhool jata hai |
Mujhe teri yadoon ka zehar maar he na daale tujhe bholne mai humne he dair kardi shaid |
poetry urdu Sab se yun milna ke jaise dil mai koi dukh na ho mujh mai ye khobi be hai sub khamiyon ke bawajood |
Raat bhar jalta raha ye dil kisi ki yaad mai samaj nahi ata dard pyaar karne se hota hai ya yaad karne se |
Suno kisi ne sach kaha tha ye mohabbat mar nahi sakti magar adhora such suna humne |
urdu poems band mutti se girti howi rait ki manind bhula diya na tumne mujhe zara zara kar ke |
No comments:
Post a Comment