![]() |
urdu poetry love Kuch baat hai uski fitrat mai warna usay chahne ki khata hum baar bar na karte |
![]() |
ghazals in urdu Un fasilon ki fikar mai kyun karon bhala bohut door reh kar bhi mere paas hai koi is soch |
![]() |
Agar raton ko jaagne se hoti ghamo mai kami to mere daman mai khushiyun ke siwa kuch bhi na hota |
![]() |
Bhool jana kisi ke bas mai na tha hum ne ye kaam kar diya saayin |
![]() |
Dikhawe ki mohabbat se behtar hai nafrat he karo humse hum sache jazbon ki badi qadar kya karte hain |
![]() |
Dil todoge to khud bhi toot jaoge zinda hum na rahe to mar tum be jaoge ye iltija hai |
![]() |
Faqat batain andheron ki mehaz qissay ujaloon ki charagh-e-arzoo lekar na tum nikle na hum niklay |
![]() |
Is dunya mai wafa karne walon ki kami nahi hai bas pyaar he us se ho jata hai jisay qadar na ho |
![]() |
Kabhi jo ghabra jaao dunya ki wehshaton se tum humain awaz de lena akaile hum bhi hote hain |
![]() |
Kahan dhondte ho tum ishq ko o bekhabar ye khud he dhoond leta hai jisay barbaad karna ho |
![]() |
Kisi ka zikar karne ki koi waja nahi hoti jo dil ko raas hote hain zubaan pe raqas karte hain |
![]() |
Koi lafzon ki andhi mai urra na de kahin mere jazbe kisi kamsin bachi ki tarah hain |
![]() |
Mai ek sitaray ki serat pe mar mita warna falak se karta raha chand bhi isharay mujhe |
![]() |
Mere dil ki wafaon ka hosla to dekho dosto talabgar iska hai jisko mera ehsaas tak nahi |
![]() |
Meri chahat nahi beeti abhi kuch nahi badla agar chaho agar samjho meri maano to loat aoo |
![]() |
Meri yadoon se bach nikle to waada hai mera tujh se mai khud dunya se keh dongi kami meri wafa mai thi |
![]() |
Moat bhi kam khubsorat to nahi hoti hogi jo bhi is se milta hai zindagi chorr jata hai |
![]() |
Unki palkon se howi hai shuru ye dastaan-e-mohabbat jin ka jhukna bhi qayamat aur uthna |
![]() |
Uska milna muqadar mai nahi tha warna humne kya kuch nahi khooya usay paane ke liye |
![]() |
Ye nahi ke tere firaaq mai ujarr gayi ya bikhar gayi haan mohabbaton pe jo maan tha wo nahi raha |
No comments:
Post a Comment