Saturday, 12 March 2016

Baat ye nahi ke tere bin jee nahi sakte baat ye hai ke tere bin jeena nahi chahte

Dard jeet gaya aur mai tujhe haar gaya dil ko mohabbat ka soda bohut mehnga parra

Dil mai narazgiyan na khuloos mai milawat koi wo bachpan ki yariyaan bhi kamal howa karti thi na

Ho jin ke paas hazaron chahne wale wo kya mehsoos karenge aik kami humari

Hum jo hans hans ke milte thay sabse aaj khud se mil kar bohut udaas howe

Is zindagi ka kya bharosa jo do pal ki hai hum be un lamhon ki tarah guzar jayenge jo loat kar nahi atay

Jeet loon tujhe zamane ke har taqaat se ek baar to ameen tu keh meri duaon ke saath

Jis ke dam se hai ronaq meri tehreeron mai wohi aik shakhs nahi haath ki lakeeron mai

Kaash mil jaaye kabhi khwaab ki tabeer mujhe ankh khulte he tujhe saamne betha dekhon

Khamoshiyan kar dain bayaan to alag baat hai kuch dard hain jo lafzoon mai utaare nahi jaate

Mai uski khooj mai deewana waar phirti rahi isi lagan se kabhi mujh ko dhondta wo bhi

Parinda khushk jheelon se yahi ab keh gaya akhir mujhe majboor hijrat par mere halaat karte hain

poetry in urdu Aaj mai ne talaash kiya usay apne aap mai wo mujhe har jaga mila meri taqdeer ke siwa

Raat guzar jaati hai teri yaad mai aksar subah masroof rehti hoon phir se tujhe bhulane mai

Sab mast hain apni ana mai kon kis ke liye khud ko badle har kisi ki hai yahi zid ke mujh ko mere jaisa mile

Suna hai ishq ki saza yahan par moat hai lo maar do humain hum tum se mohabbat karte hain

Tujse milne ki khushi mai na dhiyaan raha mujh ko kitni takleef mujhe tumse bicharr kar hogi

Turk-e-taluq ki waja kuch to batate jaate mai kahan tak khud mai buraiyan dhondoon

urdu ghazals kab nikalta hai koi dil mai utar jane ke baad ye wo gali hai jis ka koi bahar ka rasta nahi

No comments:

Post a Comment