poetry in urdu Najane kya chupa tha uski nigah-e-ulfat mai na chahte howe bhi us say azhar-e-dil lagi kar bethay |
urdu poetry sms Aik humain awara kehna koi bada ilzaam nahi dunya wale dil walon ko aur bohut kuch kehte hain |
Aansowon ki zamanat bhi jahan kaam na aayi wo shakhs lafzoon ka yaqeen khaak karega |
Ab to shaid he mujh se mohabbat kare koi meri ankhoon mai tum saaf nazar atay ho |
Bewafa waqat tha tum thay ya muqadar mera baat itni hai ke anjaam judia nikla |
Dil ki rag rag nachorr leta hai ishq mai ye badi musibat hai |
Iske pyaar sodagari badi ajeeb thi wo dil to khareed raha tha magar aansowon ke daam par |
Jis chaand ke itne ho chahne walay wo kya samjhega aik sitaray ki kami ko |
Juda ho kar bhi dono jee rahe hain aik mudat se kabhi dono he kehte thay ke aisa ho nahi sakta |
Kisi ki zakham ka marham kisi ki ghum ka ilaaj logon ne baant rakha hai mujhe dawa ki tarah |
Meri zaat itni wasee nahi ke is mai ulajh sakon bas log he kuch aise milay ke zindagi ulaajh gayi |
Qismat ki lakeeron par aitibaar karna chod diya jab insaan badal sakte hain to ye lakeerain kyun nahi |
Suna hai tum mujhe bhool chukay ho aur kuch nahi bas himat ki daad dete hain |
Suno humdam bohut si digreyaan le kar hunar pe dastaras paa kar nisaab chahat dil ke |
Teri jeet se hai khushi tujhko mere paas yahi jawab meri haar ka tha |
Tum pochti thi na kitna pyaar hai tumse lo ab gin lu bondain barish ki |
Tumhare saath chalte hain hazaron chahne walay mere hone na honay se tumhe kya faraq padta hai |
Uthne do aaj pardon ko zara hum bhi to dekhey konsa chaand chupa hai is niqaab ke peche |
Wo kar rehe thay apni wafaon ka tazkara dekha humain to baad ka pehlo badal gaye |
Ye gham nahi ke wo mujh se wafa nahi karta sitam to ye hai ke kehta hai jaa nahi karta |
No comments:
Post a Comment