Monday, 14 March 2016

urdu best poetry Mehfil thi duaon ki so mai ne be aik dua mangi mere apne saada khush rahain mere saath bhi mere baad be

love poetry urdu Mohabbat ki zanjeer se darr lagta hai kuch apni taqdeer se dar laagta hy jo mujhe tujse juda

Masrofiyat se wabasta hai ye zindagi meri khuda gawah hai phir bhi tumhe yaad karte hain

Mat janay do pukaar lo ek baar mujhe kon chahega mere baad tum ko itna

Mat poch ke kis tarah chal rahi hai zindagi us door se guzar rahe hain jo guzarta he nahi

Mera kya haal hai tere bina kabhi daikh to le jee raha hoon tera bhola howa waada ban kar

Meri qismat mai ghum agar itna tha dil bhi ya rab kai diye hote

Meri zindagi ki kitaab ka hai warq warq yun saja howa sar-e-ibtida sar-e-intiha tera naam dil pe likha howa

Moat se pehle bhi ek aur moot hoti hai dekho zara tum kisi apne se juda ho kar

Phir kisi yaad ne hai raat bhar jaagaya mujh ko kya saza di hai mohabbat ne khudaya mujhko

Pyaas aisi ke pee jaaon ankhain uski naseeb aisa ke muyasar deedaar bhi nahi

Raat darwaze pe kitni dastakon ka shor tha phir wohi pagal hawa thi phir mujhe dhoka howa

Rote hain tanha dekh kar mujhe wo raste jin par tere baghair hum guzre kabhi na thay

Shikway to bohut hain magar shikayat nahi kar sakta mere honton ko ijazat nahi tere khilaf bolne ki

Suna hai din mai usko titliyaan sataati hain suna hy raat mai jugno tehar ke dekhte hain

Suno meri zindagi ki do khwaishain hain ek tumhe palon dosri ye ke pehli pori ho jaaye

To bhi bewafa nikla auron ki tarah socha tha ke tujh se to hum zamane ki bewafai ka gila karenge

Tujh mai chupay hain meri zindagi ke hazaron raaz tujhe wasta hai zindagi ka zara khud ka khayal rakhna

Uski nigah mai koi jaado zaroor tha jis par bhi parri uske jigar mai utaar gayi

Yun he nahin ilzaam wo saray sar legaya khilte phoolon ko bhi jo pat jharr de gaya

No comments:

Post a Comment