best poetry in urdu Suna hai rabat hy usko kharab haloon se so apne aap ko barbaad karke dekhte hain |
poem in urdu Humsafar koi bhi nahi ab to charagar koi bhi nahi abto yaar kitne thay ache waqton mai |
Badal jaati hai sachai us waqat wasi jab koi tumhara tumhare samne tumhara nahi rehta |
Ek ghazal meer ki parrta hai parrosi mera ik nami si meri deewar mai ajaati hai |
Is shart pe khailongi piya pyaar ki baazi jeeton to tujhe paon haron to piya teri |
Khwaab ban kar koi ayega to neend ayegi ab wo aa kar solayega to neend ayaigi |
Lafzoon ki tamheed mujhe bandhni nahi aati kasrat se yaad atay ho seedhi si baat hai |
Maatam sara bhi hote hain kya khud gharaz qateel apne ghamo pe rote hain le kar kisi ka naam |
Maghroor humain kehti hai to kehti rahe ye dunya hum morr ke kisi shakhs ko dekha nahi karte |
Mila tha aik dil jo tumko de diya hazaron bhi hote to tere liye hote |
Na tang kar jeene de a ishq teri qasam mai tere aagay haar gaya hoon |
Nahi maronga kisi jang mai ye soch liya ma ab ki baar mohabbat mai maara jaonga |
Tere hote howe bohut dukh thay mere paas tere na hone se bas ek tere na hone ka dukh hai |
Tujhe na meri tanhaiyun ki fikar hai na mere bicharr janay ka dukh dil phir bhi ye samjhta hai |
Tumhare shehar ka mosaam bada suhana na lage mai aik shaam chura loon agar bura na lage |
Tumse gila kya na zamane se kuch kaha barbaad ho gaye barri saadgi se hum |
Usay bata do ke mai ab apni dunya mai magan hoon aur ye bhi bata dena ke meri dunya sirf tumho |
Wafaon se mukar jana humain aya nahi ab tak jo waqif na hoon chahat se hum unse zid nahi karte |
Wo aik insaan jo soya he nahi kai ratoon se agar uski waja tum ho to kya zalim nahi ho tum |
Wo aur log honge jinhain tere deedar ki hasrat hai mai ne to tujhe bepanah chaha hai bina tera |
Yaqeen tha ke bhool jaoge mujhe khushi howi umeed pe poora utray |
No comments:
Post a Comment