sad urdu poetry Bekaar khayalon se lipat kar nahi dekha jo kuch bhi howa humne palat kar nahi daikha |
shayari in urdu Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samjha tha usay hansnay ki aadat thi ye dil kuch |
Aik pakeeza mohabbat ke talabgar thay hum umaar azma ke dekhte bohut wafadar thay hum |
Apni taqdeer mai to kuch aise he silsilay likhay hain kisi ne bhool kar dost bana liya to koi dost |
Dushmano se mohabbat hone lagi mujhko jaise jaisay apno ko azmaate chalay gaaye |
Hum tujh par apni jaan tak luta denge to humse ham jaisi mohabbat to karke dekh |
Humdardiyaan khuloos dilasay tasaliyaan dil tootne ke baad tamashay bohut howay |
Kehte thay aik pal na jiange tere baghair hum dono reh gaye hain wo waada nahi raha |
Khud par beeti to rote ho sisakte ho zaid wo jo humne kiya tha kya wo ishq nahi tha |
Kisi din haath dho bethogay humse tumhe bohut shoaq hai be rukhi ka |
Mai to reh longi tujse bicharr kar tanha bhi bas dil ka sochti hoon dadkna na chod de |
Mere mizaaj ka is mai koi qasoor nahi tere salook ne lehja badal diya hai mera |
Meri awaaz akaili he palat ke ayi jab musibaat mai yaar pukara mai ne |
Mujhse shikway to aisay karte ho jaise mai he naseeb likhta hoon |
Na usne poch kar chorra na mai ne chorrte socha usay aadat ganwanay ki mujhe bhi shoaq khone ka |
Rothi thi jis gharoor se wo bhi to yaad kar ankhoon mai teri aaj ye aanso fazool mai |
Tumhara naam kisi ajnabi ke lab pe tha baat zara si thi magar dil pe lagi bohut |
Wo heraan hain mere sabar par to kehdo unhain jo aanso daman par nahi girte wo dil ko cheer jaate hain |
Wo kya ajeeb shakhs tha ke jiski zaat par jab aitibaar barr gaya to ikhtiyaar na raha |
Zubaan to keh nahi sakti tumhain ehsaas to hoga meri ankhoon ko parr lena mujhe tumse mohabbat hai |
No comments:
Post a Comment