Sunday, 20 March 2016

urdu sad poetry Hum bhi pholon ki tarah aksar tanha he rehte hain kabhi khud se toot jatay hain to kabhi koi torr jata hai

urdu love poetry Badi gustaakh hai tumhari yaad isay tameez sikha do dastak bhi nahi deti aur dil mai utar jaati hai

Adhore rishte hamesha takleef dete hain na khud marte hain na humko marne detay hain

Agar wo zindagi mai faqat ek baar mera ho jata to ma zamane bhar ki kitabon se lafaz bewafai mita deta

Apna patta to usne diya tha mujhe mohsin mai khud he kho gayi to ye mera naseeb tha

Chod diya humne uska deedar karna hamesha ke liye faraz jisko humari nigah se he nafrat ho usay

Heraan hoon ke mudaat-e-qaleel mai mohsin wo shakhs meri soch se zyada badal gaya

Hum samandar ki tarah chup hain ke hum jaante hain hum agar sabar na karte to qayamat kartay

Khuda Bhi akhir pochega mujh se mujhe paanch waqat aur usay har waqt

Kis bahane se mujhe kis ka patta yaad aya husn-e-kafir ko jo dekha to khuda yaad aya

Koi Lakh parray pyaar ke mantar jinki fitrat ho dasna wo dassa karte hain

Mohabbat cheez aisi hai kabhi hoti hai apno se kabhi hoti hai sapno se kabhi anjaan rahon se

Sakht nadim hoon kisi shakhs se shikwa karke mujh se dekha na gaya iska pashemaan hona

Saza mai koi rad-o-badal kar a ishq meri umar dekh mera marna abhi banta nahi

Suna hai usko mohabbat duain deti hai jo dil pe choat to khaaye magar gila na karay

Teri muskaan tera lehja tere masoom se alfaaz kya kahon bas bohut yaad atay ho tum

Usne bhula diya to shikwa na kar apno ko baday ikhtiyaar howa karte hain

Ye dil bohut udaas hai jab se khabar howi milte ho tum khuloos se har aadmi ke saath

Ye lafzon ki shararat hai sanbhal kar kuch likhna tum mohabbat aik lafaz hy lekin ye aksar ho jaati hey

Ye meri aqeedat be sabar ye meri ibadat-e-besamar mujhe mere dawa-e-ishq ne na sanam diya na khuda diya

No comments:

Post a Comment